Vijayji, Avval to aapko shukriya kehti hun...aapne samay mikala aur "The light by a lonely path" pe tippanee dee....us blogpe likhi wo aakharee post thee...afsos ki kisee behad, dardnaak aur awanchhit karanse maine us blogpe likhna band kar diya hai..
Iteefaqan, 2 saal pehle, apnee ek postme kisee any kaa anubhav likhte hue maine darj kiya tha," netkee duniyaame gar sambhalke pair naa rakhen to fislanhee fislan hai..."Maine to sambhalke rakhe pair lekin, qismatko kuchh aurhee manzoor tha...
"Ye kahan aa gaye ham", iskee aglee 3 post, "Aajtak yahantak" is blogpe ab hain...
Mere any blogs( vishayanusaar):
"Kavita"
"Kahanee"
"Lalitlekh"
"Sansmaran"
"Baagwaanee"( sirf maaloomaat nahee, jeevenke prati ek nazariya)
"Gruhsajja"( jo mera pesha hai...chand tips aur tasveeren)
"Fiber art"( Apne kalaki chand tasveeren...kaafee kuchh load karna hai..Bharatme mai akelee fiber artist hun...keval is kalake parichayke lihaaz se kaha...any koyi maqsad nahee)
12 टिप्पणियां:
वाह विजय जी ,
बहुत बढ़िया दोहा ...कम शब्दों में बहुत कुछ कह दिया .
हेमंत कुमार
बहुत सुन्दर है ....बधाई
सुन्दर रचना
बहुत बढ़िया दोहा...बधाई/
गागर मे सागर
वाह !! बहुत सुन्दर दोहा ....बधाई !
वाह वाह
- सुधीर
Ekhee, chhota-sa( dekhne ya padhneme) doha padha.....is qadar saargarbhit hai ki, mere jaisonko dang kar deta hai...itnaahee keh paa rahee hun..
Abhi aur pichhala padhne jaa rahee hun...jaantee hun ki, ek athah samandar meree intezaarme hai...
Vijayji,
Avval to aapko shukriya kehti hun...aapne samay mikala aur "The light by a lonely path" pe tippanee dee....us blogpe likhi wo aakharee post thee...afsos ki kisee behad, dardnaak aur awanchhit karanse maine us blogpe likhna band kar diya hai..
Iteefaqan, 2 saal pehle, apnee ek postme kisee any kaa anubhav likhte hue maine darj kiya tha," netkee duniyaame gar sambhalke pair naa rakhen to fislanhee fislan hai..."Maine to sambhalke rakhe pair lekin, qismatko kuchh aurhee manzoor tha...
"Ye kahan aa gaye ham", iskee aglee 3 post, "Aajtak yahantak" is blogpe ab hain...
Mere any blogs( vishayanusaar):
"Kavita"
"Kahanee"
"Lalitlekh"
"Sansmaran"
"Baagwaanee"( sirf maaloomaat nahee, jeevenke prati ek nazariya)
"Gruhsajja"( jo mera pesha hai...chand tips aur tasveeren)
"Fiber art"( Apne kalaki chand tasveeren...kaafee kuchh load karna hai..Bharatme mai akelee fiber artist hun...keval is kalake parichayke lihaaz se kaha...any koyi maqsad nahee)
"Dharohar"( Bharatme nasht hotee jaa rahee bunaee aur bunkaronkee paramparake bareme...ek tuchh-sa prayas janjagruteeke liye)
"Paridhan"( Kifayti aur garimamayee dhangse veshbhooshake liye chand sujhav aur kuchh designs kee tasveeren)
"Chindichindi"( recycling dwara saundary nirmitee tatha paryawaranke prati sajagtaa)
"Aajtak yahantak"
"Lizzat"( Jo abhi belizzat hai...samay miltehee zaykaa bhar doongee..!)
Itnee sundar tippaneeke liye phir ekbaar tahe dilse dhanywaad...
"Ye kahan aa gaye ham"kee any kadiyan padhke zaroor likhen...abhi malika jaaree hai...
एक टिप्पणी भेजें